Search This Blog

Saturday, July 10, 2010

Mujhay wo din yaad atay hain...!!!

mujhay wo din yaad atay hain...
Haaan! bht yaaad atay hainn...
k jab main or tum...

Ikatay baithay batein kia kertay thay..
or tum mujh say ye kaha kertay tha...!!

K tumhain satay na karoun...!
Tumhain rulaya na karoun...

Afsoos k main tumhain jaaan na saka...
tumharay pyaar ko pehchaan na saka...!!

ab jan tum mujh say dooor hu...:(
tumhari yaaadein satati hain...din rat tarpati hain.........

Na neend ati hai na SOoo patay hain.....
Mujay wo din yaaad atay hain...!!

1 comment:

  1. aaaaaaaaaaaaaaaaaaaalllllllllllaaaaaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwwwwww.frm gr baji

    ReplyDelete